Dastan-e-Ishq jab hum sunanein Lage
Palkon se sab ke ashq bahne lage
Marg-e-Ishq ka yeh silsila raha
Har kio majh se meri dastan-e-hasrat pouchta raha
Wo humdardi jatane lage
hum piyaar ka diya jalaney lage
Wo dost kah kar hum ko bolane Lage
hum unhey apni jaan samjh ke dil ka kareeb lane lage
Jab hum un se Ishq-e-mohabbat karne lage
Woh Mere Ashyan-e-dil ko tor kar door jane lage
Hum tofano mein bhi
apne diya ko phir jalane lage
Woh kasma-e-dosti da ke
Bhool jane ka wada lena lage
umer bhar ka wada-e-kasma tor ka
wo hum ko bhool jane lage
dil-e-hasrat dil mein hasrat ban ka hi rah gaye
meri hasratain mere pass ho ke bhi majh se door hone lage
Socha na tha
kabhi mouth ka leya bhi tarase gai...!