RSS

Janmasthmi Poem

Yah kaisee kaho nathurai, aaye nahi shyam kanhai..!

Man matuki le sar par bhari, kaya kalindi ke tat thadi,

kab se vat nihari, ban than mano brij ki nari….

Dhundhan niklo nazar mori. Dhundho gokum mathura nagari.

Paye nahi sakhi girdhari

Sarvakar bane Sanvariya.Sab rup gaye smaai.!

Nilvarna nabh rup bane kahin. Sagar ki gahrayee…….!