RSS

Mother Poem

Ghar jub bhee lotoon who nigaheein dhoondhta hoon
Sama gaoon jis mein MAA ke who baheein dhoondhta hoon

Un gaagoon ko dekhta rehta hoon
Jahan beeth ker who mera inteezar kertee the

Mein ghantoon mein apna chehra dekhta hoon
Jahan who mujhee piyar kertee the

Tere duaoon ke bagahir serkoon per nikal gata hoon
Her qadam her rastee per thoooker khata hoon

MAA tu mere lein neemat ke soorat hai
Loot aa ke mujhee abhee tere zaroorat hai

Tere hidmat subah shaam karoon ga
Tu jo kahee ge her who kaam karoon ga

Aik ersa howa mein sowa nahee
Tu mujhee apne goood mein soola dee

Mere kaan arsee see muntazer hain
Aik bar phir who loree suna dee

Kaash Kabhee Asee Duaeein Na Mertee!
Kaash Kissi Ke Maeein Na Merteein !